Roman script

mile jo tere naina humare naina se 

chala kaisa jadu puchho ye raina se 

palk nahi hoti hai band 

hoti hai koi mithi chubhan 

palk nahi hoti hai band 

hoti hai koi mithi chubhan 

kaise main bataau kaise ye 

dhadkan hai jiya sathiya o piya o piya 

mile jo tere naina humar naina se 

chala kaisa jadu puchho ye raina se 

dhintana dhintana dhintana 

aana aana tu mere pas aana 

taswir teri aankho me le lu itane karib aa na

najadik kaise aau main bhala lagta hai dar piya 

taswir teri aankho me le lu itane karib aa na 

najadik kaise aau main bhala lagta hai dar piya 

aise na dekh mujhe tadpata hai jiya sathiya aa aa 

mile jo tere naina humare naina se 

chala kaisa jadu puchho ye raina se 

dhintana dhintana dhintana 

aana aana tu mere pas aana 

karwat badal badal ke kasm se jagi hu rat bhar 

najaro me tum raho agar sanm chahu main umar bhar 

karwat badal badal ke kasm se jagi hu rat bhar 

najaro me tum raho agar samn chahu main umar bhar 

aise na baho me le bahakta ha jiya 

o piya aa aa 

mile jo tere naina humare naina se 

chala kaisa jadu puchho ye raina se 

dhintana dhintana dhintana 

aana aana tu mere pas aana

Explore this song