Roman script

milti hai agar nazro se nazar sharmate ho kyo, aji maine kaha

dunia ka hai dar nazro se nazar takarate ho kyo, aji maine kaha

milti hai agar nazro se nazar sharmate ho kyo, aji maine kaha

dunia ka hai dar nazro se nazar takarate ho kyo, aji maine kaha

milate hi nigahe divane kyu machal gaya dil tera hai

bas ye samajho ik bhavare ne tumhe phul samajhakar ghra hai

hu phul agar bhawra bankar tarsate ho kyo kyo, aji maine kaha

dunia ka hai dar nazro se nazar takarate ho kyo kyo, aji maine kaha

jaao ji ham nahi dil dete ham dekhenge kya kar loge

ye achhi tarah ham jan gaye tum koi bahana kar loge

dekho dekho mujhe ladki samjh bahkate ho kyo kyo, aji maine kaha

dunia ka hai dar nazro se nazar takarate ho kyo kyo, aji maine kaha

jao jao aage jaao hame tum jaiso se kya lena

aji ham bhi tumse baj aaye, na dil lena na dil dena

phir ban-than ke is ladki ke pas aate ho kyo kyo, aji maine kaha

dunia ka hai dar nazro se nazar takarate ho kyo kyo, aji maine kaha

milti hai agar nazro se nazar sharmate ho kyo aji maine kaha

Explore this song