Roman script

milana nazar hamse balma 

milana nazar hamse balma sambhla ke 

milana nazar hamse balma 

kahi raakh ho jaye duniya na dar ke 

milana nazar hamse balma sambhla ke 

milana nazar hamse balma

mohabbat ki raho pe chalna hi mushkil 

chalna hi mushkil 

akele na tumko, milegi ye manjil 

milegi ye manjil

o bula lena hamko, jara dur chalke 

milana nazar hamse balma sambhla ke 

milana nazar hamse balma

lagaya hain maine nigaho ka pahara 

nigaho ka pahara 

tumhe rok lega ye masum chehra 

ye masum chehra 

ho kaha jaoge mere dil se nikal ke 

milana nazar hamse balma sambhla ke 

milana nazar hamse balma

na aankhe hain bas me, na dil pe hain kabu 

na dil pe hain kabu 

kiya tumne kaisa, mohabbat ka jadu 

mohabbat ka jadu 

na tham jaye ye tufaan lahare machal ke 

milana nazar hamse balma sambhla ke 

milana nazar hamse balma

kahi raakh ho jaye duniya na dar ke 

milana nazar hamse balma sambhla ke 

milana nazar hamse balma

Explore this song