Roman script
milan ki milan ki jaag uthi bhawna milan ki jaag uthi bhawna naye vesh ki sazi hai dulhan meri sanvedna milan ki jag uthi bhawna milan ki jag uthi bhawna kali kali ka hasta yauvan bisar gayi hu main apnapan kali kali ka hasta yauvan bisar gayi hu main apnapan resham dhage gunth chuke hai preet bhari kalpana milan ki jag uthi bhawna milan ki jag uthi bhawna jharne ka jal gata chal chal ghata ghata lehrati aanchal jharne ka jal gata chal chal ghata ghata lehrati aachal jagi ragini ras ras van ki bharti nav chetna milan ki jaag uthi bhawna milan ki jaag uthi bhawna sath rahe ab jeevansathi sath rahe ab jeevansathi achal hui hai apni preeti mukti na ho par preet ka sathi janam janam ko mila milan ki jaag uthi bhawna milan ki jaag uthi bhawna naye vesh ki sazi hai dulhan meri sanvedna milan ki jaag uthi bhawna milan ki jaag uthi bhawna
Song details
- Singer: Mahendra Kapoor
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Subhadra Haran (1963)
- Composer: Prabhakar Jog
- Lyricist: Saraswati Kumar Deepak
- Actor: Shahu Modak
- Actor: Jayashree Gadkar
- Actor: Suryakant
- Actor: Arun Sarnaik
Song video
singer: Mahendra Kapoor, Asha Bhosle