Roman script

mila le hath le ban gayi baat

ji ab to rasta saaf hai

mila phir hath ye kah de sath

ki ab to sab kuch maaf hai

mila le hath le ban gayi baat

ji ab to rasta saaf hai

mila phir hath ye kah de sath

ki ab to sab kuch maaf hai

hasino ko khabar hi nahi

ki un ka chhupna mushkil hai

jo daman pher chalte rahe

to hum se kisi ka kyu dil hai

yaha sab chor hai dil ke

ye sab ke sab hi shamil hai

yaha sab chor hai dil ke

ye sab ke sab hi shamil hai

tu chup rahna, na kuch kahna

to bas phir rasta saaf hai

mila phir hath ye kah de sath

ki ab to sab kuch maaf hai

mila le hath le ban gayi baat

ji ab to rasta saaf hai

mila phir hath ye kah de sath

ki ab to sab kuch maaf hai

tujhe kya tujh ko apna dil

kahin na kahin ganwana hai

magar ye bhul mat ki hume

bhi apna dil bahlana hai

irada chhodiye ji aap ka

wahi aana jana hai

irada chhodiye ji aap ka

wahi aana jana hai

rahenge chup, na kahenge kuch

ab kah de sab kuch maaf hai

mila phir hath ye kah diya sath

ki ab to sab kuch maaf hai 

mila le hath le ban gayi baat

ji ab to rasta saaf hai

hu hu aah aah l l la

Explore this song