Roman script

pahre uth jate hain

panchhi ud jate hain

mil jate hain milne wale

jab milne par aate hain 

mil jate hain milne wale

jab milne par aate hain 

jag ne dil toda

main jag ki rasme tod ke aa gayi

bin doli barat main babul ka

ghar chhod ke aa gayi

jag ne dil toda

main jag ki rasme tod ke aa gayi

bin doli barat main babul ka

ghar chhod ke aa gayi

patjhad me phulo ke gulshan khil jate hain

mil jate hain

mil jate hain milne wale

jab milne par aate hain 

mil jate hain milne wale

jab milne par aate hain 

main janu na tu ye jane

rab ko kya manjur hain

lekin pyar me sath hi dena 

ulfat ka dastur hain

main janu na tu ye jane

rab ko kya manjur hain

lekin pyar me sath hi dena 

ulfat ka dastur hain

jeena ho mushkil to premi mar jate hain

mil jate hain

mil jate hain milne wale

jab milne par aate hain 

pahre uth jate hain

panchhi ud jate hain

mil jate hain milne wale

jab milne par aate hain

Explore this song