Roman script

kho gayo

kho gayo re humaaro saajhedaar

din kin sang kaate hilmil ke

kho gayo, kho gayo re 

kho gayo, kho gayo re

na jaane kaha kho gayo re

fiko pad gayo re, bachpan ka gaadho pyaar

din kin sang kaate hilmil ke

din kin sang kaate

mil gayo, mil gayo re

tumhaaro saajhedaar

kaatenge din hilmil ke

mil gayo, mil gayo re

mil gayo, mil gayo re

o saathi mil gayo, mil gayo re

gaadhe rang sa, bachpan ko gaadho pyaar

kaatenge din hilmil ke

kaatenge din hilmil ke

kaatenge din hilmil ke

saathi ho, saathi ho

ban ja, ban ja re humaaro saajhedaar

kaatenge din hilmil ke

gaadhe rang sa bachpan ko gaadho pyaar

kaatenge din hilmil ke

chhed gaye hai taar jiya ke

tumhre bol puraane

chhed gaye hai taar jiya ke

tumhre bol puraane

tum bachpan ke meet wahi ho

hum tumko pehchaane

hum na bichhdenge

ho hum na bichhdenge

ek duje se na bichhdenge

hum na bichhdenge mile jo is baar

kaatenge din hilmil ke

mil gayo, mil gayo re humaaro saajhedaar

kaatenge din hilmil ke

saathi ho, sath ho

kab man ke do paari soche, ka nuksaan munaafa

o kab man ke do paari soche, ka nuksaan munaafa

prem ki paati jisme aati, vo to band lifafa

o raazinama pe, o raazinama pe

o is pyaar ke raazinama pe

raazinama pe mohar nahi maar

kaatenge din hilmil ke

gaadhe rang sa bachpan ko gaadho pyaar

kaatenge din hilmil ke

mil gayo, mil gayo re

o mil gayo, mil gayo re

o sathi mil gayo, mil gayo re

mil gayo, mil gayo re humaaro saajhedaar

kaatenge din hilmil ke

kaatenge din hilmil ke

kaatenge din hilmil ke

Explore this song