Roman script

mile gaye tum jab hume sara zamana mil gaya 

mere armaano ko hasne ka o bahana mil gaya 

mile gaye tum jab hume sara zamana mil gaya 

jindgi soya huaa ek geet thi jab tum na the 

ha jab tum na the 

aa gaye tum jindgi ko ek tarana mil gaya 

aa gaye tum jindgi ko ek tarana mil gaya 

mile gaye tum jab hume sara zamana mil gaya 

ek din wo bhi tha jab sahil se kashti dur thi 

jab sahil se kashti dur thi

mil gaye tum meri kashti ko thikana mil gaya 

mil gaye tum meri kashti ko thikana mil gaya 

mile gaye tum jab hume sara zamana mil gaya 

mile gaye tum jab hume sara zamana mil gaya

Explore this song