Roman script

have you seen my boyfriend, fallen down from heaven

dhula dhula ek chehra tha, khayalo me bassa

khila khila aarmano ka jaha, mila mila tujhse to

khud se kahne laga, hai sukar khuda ka tu mila

feel it now, paya tujhe to surur ho gaya

feel it now, mujhe khudse gurur ho gaya

feel it now, kona kona iss dil ka khil gaya

mil gaya, mil gaya, mil gaya, sath tera

mil gaya, mil gaya, mil gaya

mil gaya, mil gaya, mil gaya, sath tera

mil gaya, mil gaya, mil gaya

have you seen my boyfriend, fallen down from heaven

have you seen my boyfriend, fallen down from heaven

jhuki jhuki inn palko ne, ishara kar diya

ruki ruki sanso ne kuch kaha

naye naye jajbato ne liya hai faisla

hai tu hi ek jine ki wajah

feel it now, jabse hai tu karib ho gaya

feel it now, badla sa hai ye nasib ho gaya

suna suna tanha dil khil gaya

mil gaya, mil gaya, mil gaya, sath tera

mil gaya, mil gaya, mil gaya

mil gaya, mil gaya, mil gaya, sath tera

mil gaya, mil gaya, mil gaya

have you seen my girlfriend, fallen down from heaven

have you seen my girlfriend, she is one down from heaven

har pal har waqt har gadi, teri khawahishe iss kadar badhi

maine tay kar liya, apna bana lu ek din

na kante koi sham tere bin, khudse wada kiya

man mera jo majboor ho gaya, teri masti me chur ho gaya

dhire dhire tere rang me rang gaya

mil gaya, mil gaya, mil gaya, sath tera

mil gaya, mil gaya, mil gaya

mil gaya, mil gaya, mil gaya, sath tera

mil gaya, mil gaya, mil gaya

have you seen my girlfriend, have you seen my boyfriend

have you seen my boyfriend, have you seen my girlfriend

Explore this song