Roman script

mil gaya sathi koi apna
ho gaya sach dekho har sapna
mil gaya sathi koi apna
ho gaya sach dekho har sapna
wo aate hai gum ho jate hai hume achhe lagte hai
bhut unkle 
unkle unkle bhu bhu bhu bhut, unkle unkle bhu bhu bhu bhut
unkle unkle yeah
unkle unkle bhu bhu bhu bhut, unkle unkle bhu bhu bhu bhut
unkle unkle yeah
are sun lo bacho mera ye kahna
tum kisi se kabhi nahi darna
main aata hu gum ho jata hu tumhe acha lagta hu
unkle unkle bhu bhu bhu bhut, unkle unkle bhu bhu bhu bhut
unkle unkle yeah
unkle unkle bhu bhu bhu bhut, unkle unkle bhu bhu bhu bhut
unkle unkle yeah
dil se kar do dur mere saare dar tum
aao sabke hosh udade milke hum tum 
dil se kar do dur mere saare dar tum
aao sabke hosh udade milke hum tum 
you my jack you my jill hum sab jayenge hill
it will do funny funny life mein aayega phir
lets play the ringtone
eat thoda pizza smile monalisa
main tumhare sang hu tum na rahna gumsum
dusman ka band hum bajake naache tinak dhum dhum 
dusman ka band hum bajake naache tinak dhum dhum 
bhut unkle 
mil gaya sathi koi apna
ho gaya sach dekho har sapna
main aata hu gum ho jata hu tumhe acha lagta hu
unkle unkle bhu bhu bhu bhut, unkle unkle bhu bhu bhu bhut
unkle unkle yeah
unkle unkle bhu bhu bhu bhut, unkle unkle bhu bhu bhu bhut
unkle unkle yeah

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Pratibha, Baba Sehgal