Roman script

mil gaya mil gaya mil gaya mil gaya

dil se dil jane jaa jal gaya jal gaya

jal gaya dekho sara jaha

mil gaya mil gaya dil se dil jane jaa 

jal gaya jal gaya dekho sara jaha 

tere bina kaise rahe kaise rahe tere bina

janeman tu janejaa janeman tu janejaa

jo bhi hua jane bhi de jane bhi de

jo bhi hua kisse chhed purane na

kisse chhed purane na

mil gaya mil gaya mil gaya

dil se dil jane jaa jal gaya

jal gaya dekho sara jaha

dekhe hume aise koi  aise koi dekhe hume

dekhe bhi to darna kya dekhe bhi to darna kya

chahe jo dil wohi kare wohi kare chahe jo dil

aur hume ab karna kya aur hume ab karna kya

mil gaya mil gaya mil gaya

dil se dil jane jaa jal gaya

jal gaya dekho sara jaha

ho ke juda jaye kaha jaye kaha ho ke juda

jina hume manjur nahi jina hume manjur nahi

wada raha tera mera mera tera wada raha

hoge ab hum dur nahi hoge ab hum dur nahi

mil gaya mil gaya mil gaya

dil se dil jane jaa jal gaya jal gaya

jal gaya dekho sara jaha

Explore this song