Roman script
mhare hiwda me nache mor, tak thaiya thaiya bhavre ne machaya shor, khilee dil kee kaliya badla mausam, badle najare, ya badla hai najariya mhare hiwda me nache mor, tak thaiya thaiya too nayee navelee dulhan hai, teraa rup pyar kaa darpan hai teree mehendee se tere gajre se, mehka mehka meraa jivan hai mere sawalon kaa jawab banke too aai sajaniya mhare hiwda me nache mor, tak thaiya thaiya aisee bandhi pyar kee dor, huyee mai bavariya badla mausam, badle najare, ya badla hai najariya mhare hiwda me nache mor, tak thaiya thaiya yah pyar kaa sawan aaya hai, sang prit kaa mausam laya hai jo dil me chhupa ke rakha tha, woh raj labon par aaya hai dil me basake, apna banake, le chalun prem nagariya mhare hiwda me nache mor, tak thaiya thaiya chahe le jao jis ore, sang chalungi saiyan badla mausam, badle najare, ya badla hai najariya mhare hiwda me nache mor, tak thaiya thaiya yeh chand sitaro kee barat, layee hai ghadee suhanee kya bat hai, mere sath hai, mere sapnon kee ranee barson sataya tune chain churaya, mai aaj naa chhod u baiyan
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Hariharan
- Singer: Anuradha Paudwal
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Hum Saath Saath Hain (1999)
- Composer: Ram Laxman
- Lyricist: Kiran R
- Actor: Salman Khan
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Saif Ali Khan
- Actor: Tabu
- Actor: Sonali Bendre
- Actor: Mohnish Behl
- Actor: Mahesh Thakur
- Actor: Neelam Kothari
- Actor: Alok Nath
- Actor: Satish Shah
- Actor: Sadashiv Amrapurkar
- Actor: Rajeev Varma
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Dilip Dhawan
- Actor: Himani Shivpuri
- Actor: Shammi
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Shekhar Kapur
- Actor: Kunika
- Actor: Reema Lagoo
- Actor: Jay Shree T
- Actor: Huma Khan
- Actor: Achyut Potdar
- Actor: Kalpana Iyer
- Actor: Mallika
- Actor: Jatin Kanakia
- Actor: Sushil Johri
- Actor: Mahesh Bhatt
- Actor: Master Hardik
Song video
singer: Udit Narayan, Kumar Sanu, Hariharan, Anuradha Paudwal, Alka Yagnik
actor: Salman Khan, Karishma Kapoor, Saif Ali Khan, Tabu, Sonali Bendre, Mohnish Behl