Roman script

meri jindagi ki kashti tere pyar ka sahara

meri humsafar na ghabra nahi dur ab kinara

nahi dur ab kinara, meri jindagi ki kashti

tu kahe to mai bichadu teri rah me sitare

teri rah me sitare

teri ek hasi ki khatir mujhe kya nahi gawara

mujhe kya nahi gawara

meri jindagi ki kashti tere pyar ka sahara

meri jindagi ki kashti

mera ishk ek tadap hai tera husn ek kasish hai

tera husn ek kasish hai mai safar hu tu hai manjil

mai hu mauj tu kinara

meri jindagi ki kashti tere pyar ka sahara

meri humsafar na ghabra nahi dur ab kinara

nahi dur ab kinara, meri jindagi ki kashti

Explore this song