Roman script

meri zindagi bhi koi zindagi hai

na dil me umange na lab par hasi hai

meri zindagi bhi

kiya hai mukaddar ne barbad aisa

kiya hai mukaddar ne barbad aisa

jidhar dekhta hu nahi koi apna

jidhar dekhta hu nahi koi apna

nahi koi apna

najar ek zamane se badle hui hai

meri zindagi bhi

mere dil ko hardum dukhati hai dunia

mere dil ko hardum dukhati hai dunia

tadapta hu mai muskurati hai dunia

tadapta hu mai muskurati hai dunia

muskurati hai dunia

mujhe kis khata par saza mil rahi hai

meri zindagi bhi

sunata raha lakh ghamo ka fasana

sunata raha lakh ghamo ka fasana

kisi ne magar dard dil ka na jana

kisi ne magar dard dil ka na jana

dil ka na jana

jamane ne kab bekaso ki suni hai

meri zindagi bhi koi zindagi hai

na dil me umange na lab par hasi hai

meri zindagi bhi

Explore this song