Roman script
meri umar ka ek ladka mat pucho kya karta hai ankh jhuka ke chalta hai sayad mujhse darta hai meri umar ka ek ladka mat pucho kya karta hai ankh jhuka ke chalta hai sayad mujhse darta hai meri umar ki ek ladki mat pucho kya karti hai pyar bhare khat likhti hai sayad mujhpe marti hai pucho na uske nain hai kaise nain mile to lagta hai aise pucho na uske nain hai kaise nain mile to lagta hai aise jaise ambar niche hai, jaise upar dharti hai meri umar ki ek ladki mat pucho kya karti hai pyar bhare khat likhti hai sayad mujhpe marti hai upar se kuch or wo chaliya andar se chitchor wo chaliya upar se kuch or wo chaliya andar se chitchor wo chaliya samne chup chup rahta hai chupke ahe bharta hai meri umar ka ek ladka mat pucho kya karta hai ankh jhuka ke chalta hai sayad mujhse darta hai kon hai wo kya nam hai uska sahar me charcha aam hai uska kon hai wo kya nam hai uska sahar me charcha aam hai uska bikul tere jaisa hai wo tu bhi ho sakta hai meri umar ka ek ladka mat pucho kya karta hai ankh jhuka ke chalta hai sayad mujhse darta hai meri umar ki ek ladki mat pucho kya karti hai pyar bhare khat likhti hai sayad mujhpe marti hai
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Yeh Desh (1984)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Jeetendra
- Actor: Zeenat Aman
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Utpal Dutt
- Actor: Om Shiv Puri
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Kamal Haasan
- Actor: Bhagwan
- Actor: Chandrashekhar
- Actor: Seema Deo
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Madhu Kapoor
- Actor: Pinchoo Kapoor
- Actor: Vinod Mehra
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Sachin Pilgaonkar
Song video
singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar