Roman script

meri tabahi pe tu bhi chup hai

ki jaise tujhko pata hai 

agar ye sach hai agar ye sach hai 

agar ye sach hai to saaf keh do 

ki hum bekso ka khuda nahi hai 

khuda nahi hai khuda nahi hai 

meri tabahi pe tu bhi chup hai

ki jaise tujhko pata hai 

basa hua ghar ujad chuka hai 

basa hua ghar ujad chuka hai 

harek sahara bichhad chuka hai 

wo daag dil me wo daag dil me 

wo daag dil me pad chuka hai 

ki jiski koi dawa nahi hai 

hazar gam ek bejuba dil 

hazar gam ek bejuba dil 

yaha to ab zindgi mushkil hai 

zamana jitna zamana jitna 

zamana jitna bura hai ya rab 

nasib utna bura nahi hai 

duaa bhi ki ilteza bhi kar le 

duaa bhi ki ilteza bhi kar le 

magar na tune meri khabar li 

jo mera bas ho jo mera bas ho 

jo mera bas ho to sabse keh dun 

ki bandgi me bhala nahi hai 

meri tabahi pe tu bhi chup hai

ki jaise tujhko pata hai 

agar ye sach hai to saaf keh do 

ki hum bekso ka khuda nahi hai 

khuda nahi hai khuda nahi hai

Explore this song