Roman script

meri padosan haye meri padosan jawa ho gayi hai 

gul se to wo gulishta ho gayi hai 

wo dur se dekh kar muskuraye jab paas aaye to wo sharmaye

lagata hai mujh pe meharban ho gayi hai 

mera padosi jawa ho gaya hai 

jalim bada shaitan ho gaya hai 

khidki se khidki se mujhko bulaye 

bilkul dare na wo siti bajaye 

meri maut ka saba ho gaya hai 

meri padosan ho ho ho 

mera padosi ho ho ho 

jawani haye jawani khatana hi khatana 

bana hu main shikari lage kaisa nishana

ise najdik lao karu main kya bahana 

hua hun main diwana karega kya jamana 

ye soch kar ek khat likh diya 

ye dekh uska jawab aa gaya 

is khat mein har baat ha ho gayi hai 

meri padosan jawa ho gayi hai 

mera padosi jawa ho gaya hai 

kabhi kolar cadhaye kabhi kolar utare

kabhi aakae gali mein mujhe kankar se maare

kabhi wo chhat pe aake kre mujko ishare 

kabhi gaye wo gana kabhi mujhko pukare

mujh se kahi mil akele mein aa 

bajar chli aa tu mele mein aa 

jina hi mushkil toba ho gaya hai 

meri padosan jawa ho gayi hai 

gul se wo to gulishta ho gayi hai 

wo dur se dekh kar muskuraye jab paas aaye to wo sharmaye

lagata hai wo mujh pe meharban ho gayi hai

meri padosan jawa ho gayi hai 

mera padosi jawa ho gaya hai 

meri padosan jawa ho gayi hai 

mera padosi jawa ho gaya hai

Explore this song