Roman script

meri nigah ne kya kam lazwab kiya

meri nigah ne kya kam lazwab kiya

unhi ko lahko hasino me intkhab kiya

meri nigah ne kya 

wo aaye ghar me bahar aake ruk gayi jaise

wo aaye ghar me bahar aake ruk gayi jaise

fiza me phul ki dali si jhuk gayi jaise

fiza me phul ki dali si jhuk gayi jaise

kuch is ada se kisi sokh ne hizab diya

kuch is ada se kisi sokh ne hizab diya

meri nigah ne kya 

wo julfe naj khuli 

khul ke dhalak si gayi

sitare tut pade chandani chalak si gayi

jab maine chehra benakab kiya

meri nigah ne kya kam lazwab kiya

meri nigah ne kya 

ye mere geet me jo rang hai najakat hai

ye mere geet me jo rang hai najakat hai

ye sab usi nigahe naj ki inayat hai

tumne jis jarre ko chamkake aftab kiya

meri nigah ne kya kam lazwab kiya

unhi ko lahko hasino me intkhwab kiya

Explore this song