Roman script

meri nazro ne bandha nishana

dil bachana bachana bachana

teer sine pe khake na jana

bachana bachana bachana

dil bachana bachana bachana

saukh jalwe adaye hai baki

aankh walo ne hi khair jhaki

jo na mane wo

jo na mane wo hoga diwana

dil bachana bachana bachana

meri nazro ne bandha nishana

dil bachana bachana bachana  haye haye haye

dil bachana bachana bachana hoye hoye

milti hai aankho ko jab jubani

hai isi umar ki dastane yahi hota hai

yahi hota hai najuk zamana

dil bachana bachana bachana

meri nazro ne bandha nishana

dil bachana bachana bachana haye haye

Explore this song