Roman script

meri najar hai tujhpe teri najar hai mujhpe

meri najar hai tujhpe teri najar hai mujhpe

isiliye rehate hai dono khoye huye

meri najar hai tujhpe teri najar hai mujhpe

tere bina jiyra mane na, tere bina jiyra mane na

lagi agan hai ye kaisi haye jane na manwa

ho sajna, ho tere bina jiyra mane na

meri najar hai tujhpe teri najar hai mujhpe

tere liye kaliya mai chunti rahu

aashaao ki malaye bunti rahu

jage me bhi sapno me khi rahu

sote me bhi aahat si sunti rahu

o sajna balma mujhko kya ho gaya

ho janu na janu na, tere bina jiyra mane na

lagi agan hai ye kaisi haye janae na balam ho sajana

meri najar hai tujhpe teri najar hai mujhpe

tere bina ab tu bhi reh na sake

ho tere bina ab mai bhi reh na saku

aaye magar tu bhi ye keh na sake

haye haye magar mai bhi ye kah na saku

janeman kaha tum dil ko ye kya hua, janu na ho janu na

meri najar hai tujhpe teri najar hai mujhpe

isiliye hai dono khoye hue

tere bina jiyra mane na tere bina jiyra mane na

kisi ke vade pe kyu

kisi ke vade pe kyu etbar hum ne kiya

kisi ke vade pe kyu etbar hum ne kiya

na aane walo ka kyu

na aane walo ka kyu intajar hamne kiya

kisi ke vade pe kyu, etbar hum ne kiya

na wo hamare huye or na hum rahe apne

na wo hamare huye or na hum rahe apne

mohabbat ko jagaya jab

mohabbat ko jagaya jab karbhar ham ne kiya

kisi ke vade pe kyu, etbar hum ne kiya

wo khel khel rahe the wo khel khel chuke

wo khel khel rahe the wo khel khel chuke

khata hamari thi kya

khata hamari thi kya unse pyar hamane kiya

kisi ke vade pe kyu, etbar hum ne kiya

bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla

bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla

sharab khane ka rukh

sharab khane ka rukh ekhtiyar hamne kiya

na aane walo ka kyu

na aane walo ka kyu intajar kyu hamne kiya

na aane walo ka kyu intajar kyu hamne kiya

kisi ke vade pe kyu, etbar hum ne kiya

Explore this song