Roman script

meri mohabbat ke

tum ho khuda, tum ho khuda

meri mohabbat ke

tum ho khuda, tum ho khuda

honge na kabhi hum tum judaa

honge na kabhi hum tum judaa

ye waada karo, ye wada raha

ye waada karo, ye wada raha

meri mohabbat ke

tum hi devta, tum hi devta

honge na kabhi hum tum judaa

honge na kabhi hum tum judaa

ye waada karo, ye wada raha

ye waada karo, ye wada raha

meri mohabbat ke

tum ho khuda, tum ho khuda

ye zaalim zamana hai, bada hi satayega

kaun kahta hai

raaho mein humari deewar ban jaayega

to humaara kyaa jaayega

rasme kasme waade jafaa

hum na bhulayenge apni wafaa

honge na kabhi hum tum judaa

ye waada karo, ye wada raha

meri mohabbat ke

tum hi devta tum hi devta

duniya ke zulmo se main takraungi 

achha

tere liye main jaan pe khel jaaungi 

kya baat hai

rasme kasme waade jafaa

hum na bhulayenge apni wafaa

honge na kabhi hum tum judaa

ye wada karo, ye wada raha

meri mohabbat ke

tum ho khuda, tum ho khuda

ek chhota saa jahaan

hum tum milke banayenge 

sach promise

chaand aur sitaaro ko dharti pe laayenge

haan haan

rasme kasme waade jafaa

hum na bhulayenge apni wafaa

honge na kabhi hum tum judaa

honge na kabhi hum tum judaa

ye wada karo, ye wada raha

ye wada karo, ye wada raha

ye wada karo, ye wada raha

ye wada karo, ye wada raha

Explore this song