Roman script

ye roshani kyu karte ho kya andhere se darate ho ya

meri kis kaam ki ye jawani meri kis kaam ye jawani 

jab teri nahi meherbani 

o mere paas aao mujhe gale se lagao

o mere paas aao mujhe gale se lagao  

hasaao rulaao satao manao 

nahi to kis kaam ki ye jawaani jawaani

mere kis kaam ki ye jawaani jab teri nahi meherbaani

sulag rahe hai ab se mere dil ke ye armaan

rok le apni baahon mein tu aaj mere tufaan

roj kahaan milate hai aise mauke meri jaan

mere paas aao aao na

mere paas aao mujhe gale se lagao

hasaao rulaao sataao manaao nahi to kis 

kaam ki ye jawaani jawaani

mere kis kaam ki yeh jawaani jab teri nahi meherbaani

kaise sambhaalu behake behake apane ye jasbaat

maine keh di tumse sari apne dil ki baat

yun hi tadapkar dhal na jaaye ye mastaani raat

mere paas aao aao na

mere paas aao mujhe gale se lagaao

hasaao rulaao sataao manaao nahi to kis 

kaam ki ye jawaani jawaani

mere kis kaam ki ye jawaani jawaani jawaani

Explore this song