Roman script

mere khushiyo ke savere ki kabhi sham na ho

sham na ho, hoye kabhi sham na ho

mere mit jane ki koshish

kabhi nakam na ho 

nakam na ho, hoye kabhi sham na ho

sun bhi le waqt ki aawaz

sun bhi le waqt ki aawaz

badwaqti aye dil

aye badwaqti aye dil

khusnasibi ki taraf se koi paigam na ho

paigam na ho, hoye

kabhi sham na ho

meri khushiyo ke savere ki

kabhi sham na ho

janke pahle bhala kyu tera arman nikle

tera arman nikle

kya tera kam tu ho jaye mera kaam na ho

mera kaam na ho, hoye

kabhi sham na ho

meri khushyio ke savere ki 

kabhi sham na ho

uff na kar aah na bhar

uff na kar aah na bhar

dard se aansu na baha

dard se aansu na baha

dekh duniya me

dekh duniya me mohabbat kahi badnam na ho

badnam na ho, hoye

kabhi sham na ho

meri khushyio ke savere ki 

kabhi sham na ho

sham na ho

mere mit jane ki koshis

kabhi nakam na ho

o sham na ho

Explore this song