Roman script

meri khushi ko luta najar se gira diya 
meri khushi ko luta najar se gira diya 
bedard jamane ne bedard jamane ne 
bedard jamane ne bedard jamane ne 
twayaf bana diya 
meri khushi ko luta najar se gira diya 
logo ne mujhko kar diya mahfil me benkab mahfil me benkab 
logo ne mujhko kar diya mahfil me benkab mahfil me benkab 
dushman bani hai meri jawani 
mera shabab jawani mera shabab 
majburiyo ne mujhko tamasha bana diya 
bedard jamane ne twayaf bana diya 
meri khushi ko luta najar se gira diya 
kuch khouf tha ke bandh liye 
pav me ghungharu  pav me ghungharu 
kuch khouf tha ke bandh liye 
pav me ghungharu  pav me ghungharu 
mahfil me lut na jaye kahi meri aabru  meri aabru 
mai kya thi jalimo ne mujhe kya bana diya 
bedard jamane ne twayaf bana diya 
meri khushi ko luta najar se gira diya 
khairat dilruba ki tarah is kadar hasi 
baho me meri aaiye kar lijiye yakin 
tirchi najar ne aapki sab kuch sikha diya 
bedard jamane ne twayaf bana diya 
meri khushi ko luta najar se gira diya

Song details

Song video

Watch on YouTube