Roman script

meri kashti ko mohabbat ka kinara mil gaya

dhundti thi jisko aankhe wo sahara mil gaya

mil gaya haye mil gaya

meri kashti ko mohabbat ka kinara mil gaya

dil ki dunia par mohabbat ki ghata chane lagi

dil ki dunia par mohabbat ki ghata chane lagi

zindagi ke saz par ummid phir gane lagi

ummid phir gane lagi jo khazana kho chuka tha

wo daubara mil gaya mil gaya haye mil gaya

meri kashti ko mohabbat  ka kinara mil gaya

main tadapti thi kabhi apne piya se dur dur

dil ka shisha dard hamse ho gaya tha chur chur

aaj chupke chupke aaj chupke chupke

chand se aake sitara mil gaya 

mil gaya haye mil gaya

meri kashti ko mohabbat ka kinara mil gaya

o piya o piya o piya ab chhod  ke 

tujhko na jaungi kabhi ab na jaungi kabhi

ab na tadpungi ab na aasu bahaugi kabhi

ab na jaungi kabhi

mere dil ko tera sahara mil gaya

mil gaya haye mil gaya

meri kashti ko mohabbat ka kinara mil gaya

Explore this song