Roman script

meri kali kaluti ke nakhre bade

meri kali kaluti ke nakhre bade

hans ki chal me dekho o kauwa ude 

meri kali kaluti ke nakhre bade

meri kali kaluti ke nakhre bade

kya hasina hai ye ek nagina hai ye

kya hasina hai ye ek nagina hai ye

barho mas tape wo mahina hai ye

abhi shola hai to abhi masa hai ye

meri masuk hai ya ek tamasha hai ye

roz chehare pe aur ek chehara jade 

o meri kali kaluti ke nakhre bade

meri kali kaluti ke nakhre bade

meri kali kaluti ke nakhre bade o sadke 

badalkar kya fashion ye surat badli hai 

badalkar kya fashion ye surat badli hai 

bina par ki titli sawar kar nikli hai 

laga du galo pe ye bindiya kajal ki 

nazar lag jaye na haye kisi pagal ki 

wo bache na ye jiske bhi palle pade

o meri kali kaluti ke nakhre bade

meri kali kaluti ke nakhre bade

meri kali kaluti ke nakhre bade kurban jawa

Explore this song