Roman script

meri kahkashan bhi tu hai

mera aasmaan bhi tu hai

meri rahguzar bhi tu hai

mera kaarwaan bhi tu hai

meri kahkashan bhi tu hai

mera aasmaan bhi tu hai

main khushi se jee raha hoon

tere pyaar ke kafas me

main khushi se jee raha hoon

tere pyaar ke kafas me

tere pyaar ke kafas me

mere gulistaan bhi tu hai

mera aashiyaan bhi tu hai

meri rahguzar bhi tu hai

mera kaarwaan bhi tu hai

nahin koi khwaabe tufaan

nahin aandhio ka dar hai

nahin koi khwaabe tufaan

nahin aandhio ka dar hai

nahin aandhio ka dar hai

mera nakhuda bhi tu hai

mera aabaad muaa bhi tu hai

meri rahguzar bhi tu hai

mera kaarwaan bhi tu hai

main kisi ko kya bataau

nahin fark tujhme mujhme

main kisi ko kya bataau

nahin fark tujhme mujhme

nahin fark tujhme mujhme

main tumhaari daasta hun

meri daastaan bhi tu hai

meri rahguzar bhi tu hai

mera kaarwaan bhi tu hai

meri kahkashan bhi tu hai

mera aasmaan bhi tu hai

meri kahkashan bhi tu hai

mera aasmaan bhi tu hai

Explore this song