Roman script

meri jawani mujhko sataye

tan ki agan man ko jalaye haye haye re haye

kab ki akeli jiye ja rahi hu jawani tere hi bina

rato ki tanhayi ki aag me sulagati rahi hu mai sada

meri jawani mujhko sataye haye haye

tan ki aag man ko jalaye meri jawani mujhko sataye

jalti sama hu meri aag me koi bhi na patanga jale

man ki kali aaj jal jayegi tan ki surat ke saye tale

karti jawa harkato ka katal kyu gunhegar banti rahu

bijali hu kab tak mai sharmo haya ke patango me chupati rahu

karti jawa harkate ka katal kyu gunhegar banti rahu

bijali hu kab tak mai sharmo haya ke patango me chupati rahu

ho jag se daru kyu mai daru

meri jawani mujhko sataye haye haye

tan ki aag man ko jalaye

meri jawani mujhko sataye

Explore this song