Roman script

meri jawani meri jawani

teri deewani aa paas aa rasiya aa

ho dar kahe ka haa bhai kahe ka 

ho dar kahe ka haa bhai kahe ka 

ho dar kahe ka ho darr kahe ka

haa ke jab tose nain mile din badin ye mera roop khile

dil mein jaise koyi aag jale din kate na meri raat dhale

ho o o o dil mein uthe kya ksal rasiya

tu ho jane na haay re julmi

meri jawani teri deewani aa paas aa rasiya aa

ho dar kahe ka ha bhai kahe ka

ho dar kahe ka haa bhai kahe ka ho dar kahe ka

roop ek bas roop tera rang bas ek rang tera

ang ang tere rang range ho din rain ka sang tera

ho o o o o gore badan ki lachak rasiya

tu hi dekhe na haye re pagal

meri jawani teri deewani aa paas aa rasiya aa

ho dar kahe ka haan bhai kahe ka 

ho dar kahe ka haan bhai kahe ka ho darr kahe ka

sapano ka koyi ganv mile mehaki pyar ki chanv mile

phul ho bichhe taron ke tere mere panv tale

ho o o o pyasi rahun kab tak rasiya

tu hi soche na haye re pyasi

meri jawani teri deewani aa paas aa rasiya aa

ho dar kahe ka haan bhai kahe ka 

ho dar kahe ka haan bhai kahe ka ho darr kahe ka

meri jawani teri diwani aa paas aa rasiya aa ho darr kahe ka

Explore this song