Roman script

meri jan tera dil kisne chura liya

chahat ka rog bhala kisne laga diya

meri jan tera dil kisne chura liya

chahat ka rog bhala kisne laga diya

hal ye mera jisne kiya

jisne churaya mera jiya

wo hai diwana mers piya

kaise batau dil ki lagi to anadi hai jane na

meri jan tera dil kisne chura liya

chahat ka rog bhala kisne laga diya

meri jan tera dil kisne chura liya

chahat ka rog bhala kisne laga diya

hal ye mera jisne kiya

jisne churaya mera jiya

meri diwani o dilruba

kaise batau dil ki lagi to anadi hai jane na

usne dekha jo pyar se, uske khwabo me kho gayi

rab jane ek pal me, kya sararat ho gayi

muskurake wo dilruba, dard ulfat ka de gayi

kya batau kis tarah se, meri nindo ko le gayi

sun jara galo ki lali kaha gayi

mastane kano ki bali kaha gayi

sun jara galo ki lali kaha gayi

mastane kano ki bali kaha gayi

isme nahi hai meri khata 

karti bhala kya tu hi bata

mujhko nahi tha kuch bhi pata

kaisi manati pagal hai dil bhi 

koi bat mane na

le gaya sare rang se gore ango ko chum ke

baliya bhi ho gayi gum usne pakda jo jhum ke

ishk me bekhyal tha isme mera kususr kya

hona tha jo ho gaya wo sochna ab huzur kya

ham saare jaan gaye aisi hui khata 

aage kya ab hoga pyare jara bata

ham saare jaan gaye aisi hui khata 

aage kya ab hoga pyare jara bata

dono ki naji haji hogi

ye sari dunia razi hogi

hey ab to hamari shadi hogi

koi batade bairi jaha ake raste me roke na

Explore this song