Roman script

meri jaan jati hai mujhko sambhalo 

meri jaan jati hai mujhko sambhalo 

o tauba ka jo jata hai  usko bula lo usko bula lo 

meri jaan jati hai mujhko sambhalo 

meri jaan jati hai mujhko sambhalo 

bahare chaman se juda kar rahe ho 

bade na samaj ho ye kya kar rahe ho

bade na samaj ho ye kya kar rahe ho

jara socho samajho jara dekho bhalo 

o tauba ka jo jata hai  usko bula lo usko bula lo 

meri jaan jati hai mujhko sambhalo 

main nagma hu lekin mera sath wo hai 

agar saaj main hu to aawaz wo hai 

agar saaj main hu to aawaz wo hai 

chale jao ruthe huye ko manalo 

o tauba ka jo jata hai usko bula lo usko bula lo 

meri jaan jati hai mujhko sambhalo 

khushi do ghadi ki hai gam jite ji  

tumhe kya mila dil dukhakar kisika 

tumhe kya mila dil dukhakar kisika 

mohabbat karo jindagi ka maja lo 

o tauba ka jo jata hai  usko bula lo usko bula lo 

meri jaan jati hai mujhko sambhalo 

meri jaan jati hai mujhko sambhalo

Explore this song