Roman script

meri jaan tujhe mere hatho marna hai 

meri jaan tujhe mere hatho marna hai

usko yaad karle jise yaad karna hai 

meri jaan tujhe mere hatho marna hai

usko yaad karle jise yaad karna 

hai galiyo me kaliya bicha dalo

galiyo me kaliya bicha dalo phulo ka rasta bana dalo

phulo ka rasta bana dalo sare sahar ko saja dalo

kyonki ek aashiq ke janaje ko gujarna hai

usko yaad karle jise yaad karna hai 

meri jaan tujhe mere hatho marna hai

usko yaad karle jise yaad karna hai kya khak ye jindgani hai

kya khak ye jindgani hai tasvir koi purani hai

tasvir koi purani hai berang si ye jawani hai

tere khoon se isme jara rang bharna hai

tere khoon  se isme jara rang bharna hai

uske yaad karle jise yaad karna hai 

meri jaan tuje mere hatho marna hai

meri jaan tuje mere hatho marna hai 

usko yaad karle jise yaad karna hai

bas ye teri aakhri raat  hai insaaf tera mere hath hai

bas ye teri aakhri raat  hai kya vakt are ye vakt ki baat hai

kya vakt are ye vakt ki baat hai teri 

bigdi baat ka ka muskil sambhalna hai

uske yaad karle jise yaad karna hai 

meri jaan tujhe mere hatho marna hai

meri jaan tujhe mere hatho marna hai 

usko yaad karle jise yaad karna hai

Explore this song