Roman script

meri jaan mujhe kah ke meri jaan le gaya

na jane kya kya kya mera saawara vo le gaya 

aajtak jo kisi ne na na mujhse kahan 

aankhon hi aankhon mein usne wo sab kah diya 

le ke dil wo mera beiman ho gaya 

meri jaan mujhe kah ke meri jaan le gaya

meri jaan mujhe kah ke meri jaan le gaya

na jane kya kya kya mera saawara vo le gaya 

jane kya ho gaya kaahe ghabrau main 

aaina dekh ke khud se sharmau main 

lut ke chain mera mehmaan le gaya 

meri jaan mujhe kah ke meri jaan le gaya

meri jaan mujhe kah ke meri jaan le gaya

na jane kya kya kya mera saawara vo le gaya

Explore this song