Roman script

meri ja meri ja 

meri ja

ye duniya apni duniya 

duniya ye pyar ki duniya 

ye khulke wafa karti hai 

sacche ikraar ki duniya 

meri ja meri ja 

meri ja

duniya ye kaisi duniya 

jhuthe takraar ki duniya 

chahat ko kaha samjhegi 

dushman ye pyar ki duniya

Explore this song