Roman script

meri jaan main chori chori, tujhe pyaar kar raha hu

aankho se chupke chupke, izhar kar raha hu

meri jaan main chori chori, tujhe pyaar kar raha hu

aankho se chupke chupke, izhaar kar raha hu

meri dhadkano me tu hai, ikraar kar rahi hu

dil ki nazar se tera, didaar kar rahi hu

tu hi bata kyu ye ghata, reh reh ke mujhko sataye

ho chanchal hawa kehti hai kya, baaho me aa hum bataye

na baba na dhadke jiya, darti hun kuch ho na jaaye

darne ki baat kya hai, dil deke dil liya hai

zara chaahto ki had ko, main paar kar raha hu

meri dhadkano me tu hai, ikraar kar rahi hu

dil ki nazar se tera, didaar kar rahi hu

bindiya laga du, mehandi racha du

apni dulhaniya bana lu

dekho piya jid na karo

pehle main khud ko sambhalu

sharmaao na paas aao na, saanso me tujhko basa lu

tujhe aaina bana ke, singaar kar rahi hu

dil ki nazar se tera, didaar kar rahi hu

meri jaan main chori chori, tujhe pyaar kar raha hu

aankho se chupke chupke, izhaar kar raha hu

Explore this song