Roman script

meri jaan hai sona

meri jaan hai sona

meri jaan hai sona

kabhi dur na hona

khamosh kyu khadi ho

tum kuch to kaho na

meri jaan hai sona

kabhi dur na hona

khamosh kyu khadi ho

tum kuch to kaho na

o jaan liya maine tujhe

tune na pahchana mere dil ke khuda

o main bhi tujhe pake sanam

ho gaya diwana

bhula apna pata

mujhe mil gaya sahara

maine pa liya kinara

kabhi meri aarzu ki

tu na palke bhigona

meri jaan hai sona

kabhi dur na hona

o tune mujhe chhu jo liya

jl uthi hai saanse

chhaya dil pe nasha

o maine kabhi dekhi nahi

jhil si gahri aankhe

meri janewafa

mujhe chhod ke na jana

meri raahe sajana

raaho me kya milega

manzil pe ab chalo na

meri jaan hai sona

kabhi dur na hona

khamosh kyu khadi ho

tum kuch to kaho na

meri jaan hai sona

meri jaan hai sona

Explore this song