Roman script

meri ja meri ja

meri ja apne aashik ko satana, kisse sikha hai

jo tum par jan de usko mitana, kisse sikha hai

suno ji suno ji 

suno ji roz piche piche aana, kisse sikha hai

meri galiyo ke chakkar roz lagana, kisse sikha hai

ek din majnu mila tha, mujhko pipal gaw me

hath pakda or bithaya, mujhko thandi chaw me

bhar ke thandi sans bola yar ke piche raho

mom ho jayega pathar roz jo milte raho

tumhare tumhare tumhare 

tumhare ghar ke chakkar, roz lagana usse sihka hai 

tumhare ghar ke chakkar, roz lagana usse sihka hai 

suno ji suno ji 

suno ji roz piche piche aana, kisse sikha hai

meri galiyo ke chakkar roz lagana, kisse sikha hai

ek din laila mili, mujhko mina bas me

thamkar daman wo boli, chup ho kiski yad me

tum bhi aashik ko khub satao, bat meri man lo

jhutha aashik sachha pyar, uska jan lo

kasam se, kasam se, kasam se

kasam se aap jaiso ko satana, usse sikha hai

kasam se aap jaiso ko satana, usse sikha hai

meri ja meri ja

meri ja apne aashik ko satana, kisse sikha hai

jo tum par jan de usko mitana, kisse sikha hai

Explore this song