Roman script

ho meri hone waali bhabhi

ho meri hone waali bhabhi

tumhe dena hoga wada ha wada

meri hone waali bhabhi

tumhe dena hoga wada

tum jeb me mat rakh lena

mera bhaiya hai sidha sadha

mera bhaiya hai sidha sadha

mera bhaiya hai sidha sadha

ho meri hone waali bhabhi

mere hone waale devar, kya

tumhe deti hun main wada ha wada

mere hone waale devar

tumhe deti hun main wada

sasuraal ke man mandir me

main ban ke rahungi radha

main ban ke rahungi radha

main ban ke rahungi radha

ho mere hone waale devar

tumhe deti hun main wada

are mummy ka hai ye chahita, achha

daddy ka bahut hai pyara pyara ha

mummy ka hai ye chahita

daddy ka bahut hai pyara

ghar me ujala isi se

ye chaand bhi aur tara

har baat bata di maine

ab kah do kya hai irada

har baat bata di maine

ab kah do kya hai irada

tum jeb me mat rakh lena

mera bhaiya hai sidha sadha

mera bhaiya hai sidha sadha

mera bhaiya hai sidha sadha

ho meri hone waali bhabhi

tumhe dena hoga wada

pal pal karungi main seva

maike ne mujhko sikhaya sikhaya

pal pal karungi main seva

maike ne mujhko sikhaya

saas sasur ke rup me

ma baap ko maine paya

bin maange mila hai itna

kya maangu aur main jyada

bin maange mila hai itna

kya maangu aur main jyada

sasuraal ke man mandir me

main ban ke rahungi radha

main ban ke rahungi radha

main ban ke rahungi radha

ho meri hone waali bhabhi

tumhe dena hoga wada

tum jeb me mat rakh lena

mera bhaiya hai sidha sadha

mera bhaiya hai sidha sadha

mera bhaiya hai sidha sadha

ho mere hone waale devar

ho meri hone waali bhabhi

ho mere hone waale devar

ho meri hone waali bhabhi

Explore this song