Roman script

meri galiyo ki, nishani wo pani

sajan yad rakhna, badi meharbani

meri galiyo ki, nishani wo pani

sajan yad rakhna, badi meharbani

bhul jana na tum ye fizaye

ye thandi hawaye

aah bhar lena chhup ke 

jo hum yad aaye

jo hum yad aaye

kya bharosha hai dam ka

ye dunia fasaani

ye dunia fasaani

sajan yad rakhna, badi meharbani

meri galiyo ki, nishani wo pani 

sajan yad rakhna, badi meharbani

hum rahe na rahe par rahe 

bahta pani hamari nishani 

thahar jana jo tumko, pukare rawani

pukare rawani

lahar uthke bolegi, meri jubani

meri jubani

sajan yad rakhna, badi meharbani

meri galiyo ki, nishani wo pani

sajan yad rakhna, badi meharbani

Explore this song