Roman script

meri duaaon kaa
meri ye duaaon kaa ya rabba ab asar dikha dena

hai tere hath me murdo ko bhi jila dena

tere liye koi mushkil nahi hai mushkil bhi

bujhte hue chirag ko 
bujhte hue chirag ko 
kudrat se tum unchi jala dena
meri ye duaaon kaa ya rabba ab asar dikha dena
kaja jo aa ke
kaja jo aa ke pata puchhe marne wale kaa to
use kah dena meraa pata bata dena
meri ye duaaon kaa ya rabba ab asar dikha dena

Song details

Song video

Watch on YouTube