Roman script

meri dunia me aana na jana kabhi fir sanam

mujhe apna banana na jana kabhi fir sanam

jane kaha kis ghadi kab yaha

tujhse mulakat ho

aankhe mile aur palke jhuke

chupke se har bat ho

jane kaha kis ghadi kab yaha

tujhse mulakat ho

aankhe mile aur palke jhuke

chupke se har bat ho

kab tak aise jane wafa

kab tak aise jane wafa

aahe bharu aahe bharu

mere sapne sajana na jana kabhi fir sanam

mujhe apna banana na jana kabhi fir sanam

mai ajnabi jindagi me teri aaungi ban ke khushi

itni mohabbat mai dungi tujhe bhulega tu na kabhi

kahi tute na sapne mere

kahi tute na sapne mere

mai to daru mai to daru

baho me chupana na jana kabhi fir sanam

mujhe apna banana na jana kabhi fir sanam

meri dunia me aana na jana kabhi fir sanam

mujhe apna banana na jana kabhi fir sanam

meri dunia me aana na jana kabhi fir sanam

Explore this song