Roman script

kabhi jo aaye yad meri to hona nahi udas 

man ki aankho se dekho rahu sada tumhare paas 

phulo phalo aur khushiya dekho 

tum phul ho mere chaman ke 

sath rahungi mai bhi thanthi pawan sa jhoka banke 

yug yug tak na bhule mamta ko pyar tera 

mamata ko pyar tera 

meri duaa hai sada meri duaa hai sada 

rahe sukh se sansar tera

Explore this song