Roman script

samjhega koi kya meri bat 
samjhega koi kya meri bat 
uppar se hai chikani chupadi
bhitar se hai kya
uppar se hai chikani chupadi
bhitar se hai kya
samjhega koi kya meri bat 
samjhega koi kya meri bat 
kaise samjhu main hu jugnu
kaun si laila kaun sa majnu
kaise samjhu main hu jugnu
kaun si laila kaun sa majnu
choti ka malik sar hai
ya sar ka malik chota
choti ka malik sar hai
ya sar ka malik chota
bhayi sar ka malik chota
samjhega koi kya meri bat 
samjhega koi kya meri bat 
nich nirlaj kamini
veshya kapti naar
karti kanchan ke liye
jauvan ka vyapar
par nari vish ki chhuri
mat koi lagaoang
ravan ke das shish gaye
par nari sang
samjhega koi kya meri bat 
samjhega koi kya meri bat 
uppar se hai chikani chupadi
bhitar se hai kya
uppar se hai chikani chupadi
bhitar se hai kya
samjhega koi kya meri bat 
samjhega koi kya meri bat

Song details

Song video

Watch on YouTube