Roman script

la la la la la la 

meri baat koi mane ya naa maane 

dil jane ke hain saikado bahane  

mera dil gaya, koi mil gaya 

teer baitha hain nazar ka nishane 

meri baat koi mane ya naa maane 

dil jane ke hain saikado bahane  

mera dil gaya, koi mil gaya 

teer baitha hain nazar ka nishane 

meri baat koi mane ya naa maane 

meri aankh jo jara si takrai 

tabiyat aai mushibat laai 

meri aankh jo jara si takrai 

tabiyat aai mushibat laai 

teri yaad ne kiya hain diwana 

kahe afsana meri angdai 

teri yaad ne kiya hain diwana 

kahe afsana meri angdai

mere dil ki lagi na koi jaane 

bure hote hain jawani ke jamane 

mera dil gaya, koi mil gaya 

teer baitha hain nazar ka nishane 

meri baat koi mane ya naa maane 

mere piya ki gali me koi jaye 

use samjhaye, ki jee n jalaye 

mere piya ki gali me koi jaye 

use samjhaye, ki jee n jalaye 

dur shama se rahe na parwana 

ki rut ye jamana mujhe tadpaye 

dur shama se rahe na parwana 

ki rut ye jamana mujhe tadpaye 

wo na aye to jaungi main manane 

ja ke kahungi ki aa diwane 

mera dil gaya, koi mil gaya 

teer baitha hain nazar ka nishane 

meri baat koi mane ya naa maane 

dil jane ke hain saikado bahane  

mera dil gaya, koi mil gaya 

teer baitha hain nazar ka nishane 

meri baat koi mane ya naa maane 

teer baitha hain nazar ka nishane 

meri baat koi mane ya naa maane

Explore this song