Roman script

meri agosh mein mera dildar hain 

chain hi chain hain pyar hi pyar hain 

raaten hasin subah jawan 

masti mein hain sara jahan 

ab na kahi lagta mera dil 

sapno mein meri jaan kho jaye 

diwane kyu na ham ho jaye 

bhige phul bhiga hain chaman 

khushbuon se mahka hain gagan 

shabnamo se jal raha badan 

jane kyu bhige phul bhiga hain chaman 

khushbuon se mahka hain gagan 

shabnamo se jal raha badan 

jane kyu ras mein nhayi pawan 

bas mein nahi hain pyasa man 

aise mein bhala kya karu 

teri najaron se main to daru 

sapno mein meri jaan kho jaye 

diwane kyu na ham ho jaye 

aaj rok na mujhe sanam 

hain tujhe to pyar ki kasam 

tod dunga sare main bhram 

haan re haan aaj rok na mujhe sanam 

hain tujhe to pyar ki kasam 

tod dunga sare main bhram 

ha re haan lab ko mere chum le 

pahlu mein aa ke jhum le 

reet bhi kya khub hain 

kitna hasin mahbub hain 

sapno mein meri jaan kho jaye 

diwane kyu na ham ho jaye 

meri agosh mein mera dildar hain 

chain hi chain hain pyar hi pyar hain 

raaten hasin subah jawan 

masti mein hain sara jahan 

ab na kahi lagta mera dil 

sapno mein meri jaan kho jaye 

diwane kyu na ham ho jaye 

kho jaye kho jaye

Explore this song