Roman script

ho meri aankhon mein jara jhaanko 

to kya kehti hai jaan lo  

ho meri aankhon mein jara jhaanko 

to kya kehti hai jaan lo  

kaun apna hai kaun begaana 

bhari mehfil mein pehchaan lo 

o meri aankhon mein jara jhaanko 

to kya kehti hai jaan lo  

kaun apna hai kaun begaana 

bhari mehfil mein pehchaan lo 

o meri aankhon mein jara jhaanko 

to kya kehti hai jaan lo  

aaj to jindagi ka faisala hai 

kitna kareeb ab yeh faasla hai

aaj to jindagi ka faisala hai 

kitna kareeb ab yeh faasala hai

raaj aankhon ke rahe aankhon mein 

ik ishaara hai maan lo

ho meri aankhon mein jara jhaanko 

to kya kehti hai jaan lo

kaun apna hai kaun begaana 

bhari mehfil mein pehchaan lo 

soch yahi me jo milega yahaan 

khilata shabaab yeh paaoge kahaan  

soch yahi me jo milega yahaan 

khilata shabaab yeh paaoge kahaan  

jo bhi hona hai woh to hoga hi 

jaan dene ki thaan lo

ho meri aankhon mein jara jhaanko 

to kya kehti hai jaan lo  

ho meri aankhon mein jara jhaanko 

to kya kehti hai jaan lo  

kaun apna hai kaun begaana 

bhari mehfil mein pehchaan lo 

aa meri aankhon mein jara jhaanko 

to kya kehti hai jaan lo

Explore this song