Roman script

meree ro ro ankhiya lal huyi
kyun ro ro ankhiya lal huyi
auro ke sajan phul samajh kar 
pyar se garwa lagaye
hamare sajan jan mattee sa 
der hame thukaraye
aisa rup suhana tumhara 
saj dhaj aisi pyari
puranama ka chanda jaise 
phagun ki phulawari
laj ki mari kah na saku main 
aur jiya na mane
mann me rah key man key basi
mann ki bat na jane

Song details