Roman script

meri duniya me aana na jana kabhi fir sanam

mujhe apna banana na jana kabhi fir sanam

jane kaha kis ghadi kab yaha tujhse mulakat ho

aankhe mile or palke jhuke chupke se har baat ho 

kab tak aise jane wafa kab tak aise jane wafa 

aahe bharu aahe bharu

mere sapne sajana na jana kabhi fir sanam

mujhe apna banana na jana kabhi fir sanam

main ajnabi zindagi me teri aaungi banke khushi

itni mohabbat mai dungi tujhe bhulega tu na kabhi 

kahi tute na sapne mere kahi tute na sapne mere 

mai to daru mai to daru 

baho me chhupana na jana kabhi fir sanam

mujhe apna banana na jana kabhi fir sanam

meri duniya me aana na jana kabhi fir sanam

mujhe apna banana na jana kabhi fir sanam

Explore this song