Roman script

aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala 

mere yaaro mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi 

jo naa badle jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi  

mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi 

jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi  

main tha in galiyo ka joker galiyo ka joker 

aaj main hu ek sarkari naukar ek sarkari naukar   

samajh gaya main khaake thokar 

aise jaise aise jaise gend upar uchhal gayi 

jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi  

aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala 

uparse chaahe kaisa hu main andarse tum sab jaisa hu main 

jaisa gaya tha vaisa hu main 

dekhi koi dekhi koi chikni suratiya meri najariya fisal gayi 

jo naa badle jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi  

mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi 

kaisa bhulau tumko yaar bhai kahu ya thanedaar 

kuchh bhi kaho karo mujhse pyar

kitne din ke kitne din ke baad mile hum mil ki tabiyat machal gayi 

kitne din ke kitne din ke baad mile hum mil ki tabiyat machal gayi 

aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala 

mere yaaro mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi 

jo naa badle jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi 

gaadi aage nikal gayi gaadi aage nikal gayi

Explore this song