Roman script

mere yaro mere aane ki mere yaro mere aane ki
yaro ko khabar kar do mere yaro mere aane ki
yaro ko khabar kar do nikla aag ka suraj 
sitaro ko khabar kar do
mere yaro mere aane ki yaro ko khabar kar do
zara mera jigar dekho zara mera jigar dekho 
idhar sab ek nazar dekho zara mera jigar dekho 
idhar sab ek nazar dekho is anjan mehfil me akela 
hu magar dekho hajaro ke barabar hu 
hajaro ko khabar kar do hajaro ke barabar hu 
hajaro ko khabar kar do mere yaro mere aane ki
yaro ko khabar kar do
yahi pahchan hai meri yahi pahchan hai meri 
yahi paigam hai mera yahi pahchan hai meri 
yahi paigam hai mera sabhi ka dard hai dil me
masiha naam hai mera o dilwalo ye darde dil ke
maro ko khabar kar do o dilwalo ye darde dil ke
maro ko khabar kar do mere yaro mere aane ki
yaro ko khabar kar do mere yaro mere aane ki
yaro ko khabar kar do
sun lo aawaz deta hu sun lo aawaz deta hu
mere dushman sambhal jaye sun lo aawaz deta hu
mere dushman sambhal jaye nahi budjil to kar dete 
zara bahar nikal aaye
utar aaye sabhi niche khumaro ko khabar kar do
utar aaye sabhi niche khumaro ko khabar kar do
mere yaro mere aane ki yaro ko khabar kar do
nikla aag ka suraj  sitaro ko khabar kar do

Song details

Song video

Watch on YouTube